Company Logo

Kakul Digital Content Writer

sukhbeer@gmail.com
WEFRU2550291115202
Scan to visit website

Scan QR code to visit our website

Blog by Kakul Digital Content Writer | Digital Diary

" To Present local Business identity in front of global market"

Meri Kalam Se Digital Diary Submit Post


Dadi maa ke desi nushke


Dadi maa ke desi nushke  Ghar grihasti aur shehad se Jude gharelu upaye Hain, Jo haldi besan ka ubhaltan (chamakti tvacha), hing damak gungune Pani se pet dard ka ilaaj, aur shehad nimbu dalchini se khansi kaf mein Rahat Jaise aasan nuksa per aadharit hai, jinmen, methi, aanwala aur gharelu  masalon Ka upyog hota hai|  Tvacha ke liye (for skin) Chamakti tvacha: haldi besan aur... Read More

Dadi maa ke desi nushke 

Ghar grihasti aur shehad se Jude gharelu upaye Hain, Jo haldi besan ka ubhaltan (chamakti tvacha), hing damak gungune Pani se pet dard ka ilaaj, aur shehad nimbu dalchini se khansi kaf mein Rahat Jaise aasan nuksa per aadharit hai, jinmen, methi, aanwala aur gharelu  masalon Ka upyog hota hai| 

Tvacha ke liye (for skin)

  • Chamakti tvacha: haldi besan aur dahi ka pest banakar lagaye|
  • Sun tening: nimbu aur Khire ka ras
  • Muhanse: nimbu
  • Dark Sankalp aankho ke niche: aalu

Balon ke liye (fore hair)

  • Majbut Bal:  aanwala
  • Lambe Bal: meti ke Dane 
  • Rusi : samundar ke Namak (sisold) se sir   ki masaj

Pet aur pachan (stomach & digestion)

  •  Pet Dard: gungune Pani mein ek chutki sindha namak aur hing
  • Kaf balgum: garam Pani nimbu shehad aur  chutki bhar dalchini 
  • Munh ke chhale: khane ke bad good chusna 

Anya gharelu upay (other home remedies)

  • Sardi khansi:  khajur aur garam Pani 
  • Kamjori unchai (bacchon ke liye):  pyaj aur gud khana 
  • Chot naksir:  berf ki sikai 
  • Nakhun kaatne se pahle: Namak mile gungune Pani mein hath bhigona chahie|

Anushka paramparik Gyan per aadharit hai jo Aksar prakriti aur rasoi ki chijon ka prayog karte Hain| 

 


Read Full Blog...

  • Author:- sukhbeer@gmail.com
  • Date:- 2026:01:01
  • 90 Views


Dhvni (sound)


 Prastavana (Introduction ) Dhoni ek prakar ka compan ya vikshop hai Jo kisi thos, drav ,gas se hokar sanchalit Hoti hai , kintu mukhya roop se UN compano ko hi dhvani kahate Hain Jo Manav  ke Kan se sunai padati hai| Ham pratidin subah se lekar Sham Tak bhi nahin chhod to Jaise machinon walon television radio ka ek roop hai jo hamare Kan mein sarvaniya ka sanvedan utpann Karti hai urja... Read More

 Prastavana (Introduction )

Dhoni ek prakar ka compan ya vikshop hai Jo kisi thos, drav ,gas se hokar sanchalit Hoti hai , kintu mukhya roop se UN compano ko hi dhvani kahate Hain Jo Manav  ke Kan se sunai padati hai|

Ham pratidin subah se lekar Sham Tak bhi nahin chhod to Jaise machinon walon television radio ka ek roop hai jo hamare Kan mein sarvaniya ka sanvedan utpann Karti hai urja ke roop bhi hai Jaise yantrik urja Prakash urja aadi|

Dhvni urja ka ek roop hai jo hamare kanon mein sarvan sanvedan utpann karta hai yah compan karne Wale vastuon dwara vayu mein utpann skand ke Karan utpann hoti hai Jaise =sitar ke tar Ka compan hona Aadi|

Dhoni ka utpadan (production of sound)

Dhoni kis vastu kahate jise idhar udhar hilne arthat compan se utpann Hoti hai jab ham kisi ghante per chot maarte Hain to hamen dhvni sunai padati hai tatha ghante ko halka sa chune per uske Jan janahat ka Anubhav hota hai| Jaise hi ghante ke compan band Ho jaate Hain, dhvni bhi band Ho jaati hai ISI prakar jab sitar ke tar ko ungali se dabakar chhodate Hain to vah compan karne lagta hai tatha usse Dhoni nikalne lagti hai|

In companion ki avarti 20 se 20000 prati second ke bich hoti hai| ham vibhinn vastuon mein gana khojkar ragadkar vayu Pukar ya unko hilakar dhvni utpann kar sakte hain ham vastu Ko comph man karte Hain aur dhvni utpann karte Hain|

Compan ka Arth:

Compan ka Arth hota hai kisi vastu ka teji se बार-बार इधर-उधर gati karna | manushya Mewat dhvni unke walk tantuon ke compet hone ke Karan utpann Hoti hai ek khinche hue rubber ke chalne ko bich mein se khinchkar chhodane per yah compan karta hai aur dhvni utpann karta hai|

Dhoni ka sancharan (propection of sound)

Dhvni tarange yantrik tarange Hoti hai jinhen ek sthan se dusre sthan Tak jaane ke liye bhautik Madhya (thos ,drav,tatha gas) ki avashyakta hoti hai| kyunki Dhoni ka sancharan bhi aantrik tarangon ki bhanti kisi padarth ke kanon ke dolan ya compan ke dwara hi hota hai dhvni tarangen nirvan mein sancharit nahin ho sakti hai iske sancharan ke liye madhyam ki hi avashyakta hoti hai|

Udaharan ke liye= Dainik jivan mein kisi Dhoni short se utpann Dhoni pray vayu mein se hokar hamare kanon tak pahunchati hai|

Dhvni ke sancharan mein Keval urja Ka sthanantaran hota hai madhyam ka nahin arthat dhvni ke sancharan ke dauran madhyam apna sthan nahin chhodata Steel mein dhvni tarangon ki chaal adhiktam hoti hai aur nirvaat Bina vayumandal mein Dhoni tarangon ka sancharan nahin ho sakta hai parinaam Swaroop Dhoni ke sancharan ke liye madhyam ke avashyakta hoti hai|

Dhvni tarange (sound waves)

Dhoni Tarang Tarang hoti hai jo nirantar Anubhav ki jaati hai , chahe vah sabdo, Sangeeto, siren ya shaadi ki ghante ke madhyam se ho to unhin Tarang vastav mein ek prakar ki aantrik Tarang Hoti hai jab kisi dhvni sort ko compet Karate Hain to vayu mein vikshobh utpann Ho jaati hai Jo ek nishchit veg se aage badhta hai is sthiti mein madhyam ke Kan Apne samay sthiti ke इधर-उधर compan karte hain tatha prapt vikshop ko aage ki or konon ko de dete Hain|

Is prakar bhik saub aage ki or gati karte jaate Hain aur tarange hamare kanon Tak Dhoni Tarang ke roop mein pahunchti hai|

​​​​​​Tarango ke prakar (types off waves) 

Tirange mukhya roop se do prakar ki hoti hai_

1. Yantrik tarange (machinical waves)

Tarange jinke sancharan ke liye madhyam ki avashyakta Hoti hai yantra tirange kahlati hai yah tarange thos padarth thos drav tatha gas ke kanon ke do dwara utpann hoti hai spasht hai ki yah tarange nirvaat mein sanchalit nahin ho sakti hai|

Udaharan--rassi mein utpann tarange, pani ke prusth per utpann tarange,  dhvni Tarang aadi|

Donon tarangon ko yantra karne ke liye ek madhyam ke avashyakta Hoti hai is prakar ke computeron ka dusra Naam Anu dhairya tarange hai vastav mein tarange do mukhya prakar ki Hoti hai anudaidhya Tarang aur anuprasth tarange|

Dhvni tarangon ka paraavartan (reflection of sound)

Prakash ki bharti dhvni ki ek madhyam se chalkar dusre madhyam ke prusth se takrane per pahle madhyam mein Laut aati hai Dhoni ka diwaron se takrakar wapas lautana hi dhone ka paraavartan kahlata hai Jaise kuen dhaatu ki Chadar aadhe se donon tarange paraavartit Ho jaati hai Dhoni ke paraavartan ke liye chikni tatha chamkili satta ki avashyakta nahin Hoti hai|

Dhoni ka paraavartan sikhane AVN kathor prastuton se adhik tatha AVN naram prusthon se kam hota hai isliye Dhoni ka paraavartan diwaron pahadon tatha Prithvi tal sabhi se ho jata hai|

Dhoni paraavartan ke Anya udaharan hamare Dainik jivan mein milta hai yadi ham kisi kuen mein jakar bolate Hain to humne apni awaaz ko aise aate hue sunai deti hai college mein bajate hue loudspeaker ki Dhoni Mul strot ke atirikt kisi sthan se bhi aati Hui pratit hoti hai|


Read Full Blog...

  • Author:- sukhbeer@gmail.com
  • Date:- 2025:12:31
  • 229 Views


Kya hamare aas pass ke padarth shuddh hai (are matters around us pure)


Prastavana (introduction)  Ek sadharan vyakti ke liye shuddh ka Arth hota hai ki padarth mein koi milavat nahin Ho parantu vaigyanikon ke liye yah sabhi vastuen bhi nahin padarthon ke mishran hai atah, shuddh nahin hai jese--dudh, jalvasa, aadi ka mishran hai| Rasayan vigyan mein shuddh padarth vah hota hai jismein upsthit sabhi Kan saman rasayan prakriti ke ho arthat ek shuddh padarth saman... Read More

Prastavana (introduction) 

Ek sadharan vyakti ke liye shuddh ka Arth hota hai ki padarth mein koi milavat nahin Ho parantu vaigyanikon ke liye yah sabhi vastuen bhi nahin padarthon ke mishran hai atah, shuddh nahin hai jese--dudh, jalvasa, aadi ka mishran hai|

Rasayan vigyan mein shuddh padarth vah hota hai jismein upsthit sabhi Kan saman rasayan prakriti ke ho arthat ek shuddh padarth saman karnon se milkar banaa hota hai sabhi padarth do ya do se adhik shuddh avyavon ke sanyog se bante Hain|

Udaharan (example) 

Samudra ka jal khanij mitti Aadi mishran hai|

Shuddh padarth (pure substence)

Ek hi prakar ke konon se milkar Bane sabhi padarth kahlate Hain yah Kan parmanu ho sakte hain atah ham kah sakte hain ki shuddhta se hi prakar ki parmanuyanon se milkar Bane hote hain udaharan samudra ka jal , mitti Aadi|

Sut padarth nibandh do prakar ke hote Hain|

  • Tatv
  • Yogi
  • Tatv (elements)

    Vah padarth jise do ya do se adhik bhagon mein vibhajit nahin kiya ja sakta tatv kahlata hai arthat tatv saman prakar ke parmanuon se milkar Bane hote hain tatv padarth ki namaskar tatha kais mein paye jaate Hain vastav mein tatv prakriti ke Mul padarth hai inhin se sampurn sansar ki Rachna Hui hai aadhuni vicharon ke anusar tatvon ka sabse Chhota Kan parmanu hai tatv ke sabhi parmanuon ke sangathan mein purn Dharm ek saman hote Hain|

    Uttaran=Loha Chandi {thos avastha} bromin Mercury {drav avastha} tatha hydrogen Oxygen (gas avastha )Aadi sabhi tatvon hai|

    Yogik compound 

    Main padhar to chotu se adhik tatvon ke parmanu ke nishchit anupat mera Sani sanyog se bante Hain Yogi kahlate Hain|

    Udaharan= jal ek yogik hai kyunki ismein iske अभी-अभी tatv tha hydrogen tatha oxygen ke bhar ke anusar anupat sadaiv 1:8 hota hai aadhunik Anu Siddhant ke anusar yogik vah padarth hai jiske anuvibhinn prakar ke parmanu ke nishchit anupat mein sanyog dwara nirmit hai|

    Yogi ko ki visheshtaen (characters off compound)

    Kyunki kyunki Pramukh visheshtaen nimanlikhit hai_

    • Yogik mein avyavadi tatv Ka anupat sadaiv nishchit hota hai|
    • Ek yaugik shuddh aur saman padarth se banaa hota hai|
    • Kisi yogik mein upsthit avayogi tatvon ko bhautik vidhi aur Jaise chhanna nirdharan Willian banakar athva chumbak dwara Pratham nahin kiya ja sakta hai|

    Mishran (mixtuer)

    Jab do ya do se adhik padarthon Ko anishchit anupat kisi bhi anupat mein milaya jata hai to banne wala naya padarth mishran kahlata hai; jese--dudh chini tatha jal Ka mishran Patthar v ret ka mishran Aadi|

    Mishran ke prakar (types off mixture) 

    Mishra nimnalikhit do prakar ke hote Hain|

  • Samangi mishran 

  • SMS jiske padhte bhag ka sangathan ek saman hota hai sambandh mishran kahlata hai iske vibhinn avlav ko prithak roop se nahin dekha ja sakta hai Jaise Namak tatha jal ka mishran samanya Mishra hai kyon kiske sabhi bhagon mein namak ka jal mein sangathan ek saman hota hai tatha ek jaisa namkin hota hai

    2.Visamangi mishran 

    Jiske pratibhag ke gun ek saman nahin hote Hain wishmangi mishran kahlata hai| Iske vibhinn avyavon ko prithak roop se dekha ja sakta hai Jaise ret tatha jal ka mishran petrol tatha jal ka mishran Aadi|

    Mishran ki visheshtaen (characters of mixture)

  • Mishra nemul padarthon ke sabhi gun vidwan hote Hain 
  • Mangi hota hai parantu kuchh mishran samagri hote hain jaise chini ka Namak mein mishran 
  • Tatv ko bhautik vidhi dwara alag Kiya ja sakta hai 
  • Mishran ke tatvon Ka anupat nishchit hota hai 
  • Mishran banne mein koi rasayanik Parivartan nahin hota hai 
  • Mishran ka bhautik sthalnakatva kavach nag nishchit nahin hota hai |
  • Willian (solution) 

    Do ya do se adhik padarthon ka samangi mishran Willian kahlata hai ham ek Willian ko aise taral padarth ke roop mein dekhte hain jismein thos dra gas mile vah parantu prakriti mein thos Willian aur gas ki Willian bhi hote hain jaise nimbu jal soda jal tatha sharbat Aadi samanyat Willian ke do avyav hote Hain|

    1. Vilayak (solvent) 

    Kisi Willian mein jo avyav apeksha karte adhik Matra mein Mila hota hai vilayak kahlata hai|

    2. Baliye (solute)

    Willian mein bhi layak ke atirikt upsthit ek ya ek Sadik avyav Jo apekshakrit ka Matra mein hote hain vilay kahlata hai|

    Udaharan =

    Nimbu aur jal ka villain jal vilayak nimbu viley

    Neemban (suspension) 

    Yah Vishva mangi mishran hai jismein vilay padarth ke Karan bhulate nahin balki madhyam ki samashti mein nilvantit rahte hain tatha is Manvi Willian Jo thos se drav mein Pariksha sthit ho jata hai use Neelam ban kahate Hain inhin nilambit kanon ko aankhon se dekha ja sakta hai Jaise Balu Mila jal mein mitti ke gun tatha aata jal mishran Aadi|

     

     

     

     


    Read Full Blog...

    • Author:- sukhbeer@gmail.com
    • Date:- 2025:12:30
    • 155 Views


    Kya hamare aas pass ke padarth shuddh hai (are matters around us pure)


    Prastavana (introduction)  Ek sadharan vyakti ke liye shuddh ka Arth hota hai ki padarth mein koi milavat nahin Ho parantu vaigyanikon ke liye yah sabhi vastuen bhi nahin padarthon ke mishran hai atah, shuddh nahin hai jese--dudh, jalvasa, aadi ka mishran hai| Rasayan vigyan mein shuddh padarth vah hota hai jismein upsthit sabhi Kan saman rasayan prakriti ke ho arthat ek shuddh padarth saman... Read More

    Prastavana (introduction) 

    Ek sadharan vyakti ke liye shuddh ka Arth hota hai ki padarth mein koi milavat nahin Ho parantu vaigyanikon ke liye yah sabhi vastuen bhi nahin padarthon ke mishran hai atah, shuddh nahin hai jese--dudh, jalvasa, aadi ka mishran hai|

    Rasayan vigyan mein shuddh padarth vah hota hai jismein upsthit sabhi Kan saman rasayan prakriti ke ho arthat ek shuddh padarth saman karnon se milkar banaa hota hai sabhi padarth do ya do se adhik shuddh avyavon ke sanyog se bante Hain|

    Udaharan (example) 

    Samudra ka jal khanij mitti Aadi mishran hai|

    Shuddh padarth (pure substence)

    Ek hi prakar ke konon se milkar Bane sabhi padarth kahlate Hain yah Kan parmanu ho sakte hain atah ham kah sakte hain ki shuddhta se hi prakar ki parmanuyanon se milkar Bane hote hain udaharan samudra ka jal , mitti Aadi|

    Sut padarth nibandh do prakar ke hote Hain|

  • Tatv
  • Yogi
  • Tatv (elements)

    Vah padarth jise do ya do se adhik bhagon mein vibhajit nahin kiya ja sakta tatv kahlata hai arthat tatv saman prakar ke parmanuon se milkar Bane hote hain tatv padarth ki namaskar tatha kais mein paye jaate Hain vastav mein tatv prakriti ke Mul padarth hai inhin se sampurn sansar ki Rachna Hui hai aadhuni vicharon ke anusar tatvon ka sabse Chhota Kan parmanu hai tatv ke sabhi parmanuon ke sangathan mein purn Dharm ek saman hote Hain|

    Uttaran=Loha Chandi {thos avastha} bromin Mercury {drav avastha} tatha hydrogen Oxygen (gas avastha )Aadi sabhi tatvon hai|

    Yogik compound 

    Main padhar to chotu se adhik tatvon ke parmanu ke nishchit anupat mera Sani sanyog se bante Hain Yogi kahlate Hain|

    Udaharan= jal ek yogik hai kyunki ismein iske अभी-अभी tatv tha hydrogen tatha oxygen ke bhar ke anusar anupat sadaiv 1:8 hota hai aadhunik Anu Siddhant ke anusar yogik vah padarth hai jiske anuvibhinn prakar ke parmanu ke nishchit anupat mein sanyog dwara nirmit hai|

    Yogi ko ki visheshtaen (characters off compound)

    Kyunki kyunki Pramukh visheshtaen nimanlikhit hai_

    • Yogik mein avyavadi tatv Ka anupat sadaiv nishchit hota hai|
    • Ek yaugik shuddh aur saman padarth se banaa hota hai|
    • Kisi yogik mein upsthit avayogi tatvon ko bhautik vidhi aur Jaise chhanna nirdharan Willian banakar athva chumbak dwara Pratham nahin kiya ja sakta hai|

    Mishran (mixtuer)

    Jab do ya do se adhik padarthon Ko anishchit anupat kisi bhi anupat mein milaya jata hai to banne wala naya padarth mishran kahlata hai; jese--dudh chini tatha jal Ka mishran Patthar v ret ka mishran Aadi|

    Mishran ke prakar (types off mixture) 

    Mishra nimnalikhit do prakar ke hote Hain|

  • Samangi mishran 

  • SMS jiske padhte bhag ka sangathan ek saman hota hai sambandh mishran kahlata hai iske vibhinn avlav ko prithak roop se nahin dekha ja sakta hai Jaise Namak tatha jal ka mishran samanya Mishra hai kyon kiske sabhi bhagon mein namak ka jal mein sangathan ek saman hota hai tatha ek jaisa namkin hota hai

    2.Visamangi mishran 

    Jiske pratibhag ke gun ek saman nahin hote Hain wishmangi mishran kahlata hai| Iske vibhinn avyavon ko prithak roop se dekha ja sakta hai Jaise ret tatha jal ka mishran petrol tatha jal ka mishran Aadi|

    Mishran ki visheshtaen (characters of mixture)

  • Mishra nemul padarthon ke sabhi gun vidwan hote Hain 
  • Mangi hota hai parantu kuchh mishran samagri hote hain jaise chini ka Namak mein mishran 
  • Tatv ko bhautik vidhi dwara alag Kiya ja sakta hai 
  • Mishran ke tatvon Ka anupat nishchit hota hai 
  • Mishran banne mein koi rasayanik Parivartan nahin hota hai 
  • Mishran ka bhautik sthalnakatva kavach nag nishchit nahin hota hai |
  • Willian (solution) 

    Do ya do se adhik padarthon ka samangi mishran Willian kahlata hai ham ek Willian ko aise taral padarth ke roop mein dekhte hain jismein thos dra gas mile vah parantu prakriti mein thos Willian aur gas ki Willian bhi hote hain jaise nimbu jal soda jal tatha sharbat Aadi samanyat Willian ke do avyav hote Hain|

    1. Vilayak (solvent) 

    Kisi Willian mein jo avyav apeksha karte adhik Matra mein Mila hota hai vilayak kahlata hai|

    2. Baliye (solute)

    Willian mein bhi layak ke atirikt upsthit ek ya ek Sadik avyav Jo apekshakrit ka Matra mein hote hain vilay kahlata hai|

    Udaharan =

    Nimbu aur jal ka villain jal vilayak nimbu viley

    Neemban (suspension) 

    Yah Vishva mangi mishran hai jismein vilay padarth ke Karan bhulate nahin balki madhyam ki samashti mein nilvantit rahte hain tatha is Manvi Willian Jo thos se drav mein Pariksha sthit ho jata hai use Neelam ban kahate Hain inhin nilambit kanon ko aankhon se dekha ja sakta hai Jaise Balu Mila jal mein mitti ke gun tatha aata jal mishran Aadi|

     

     

     

     


    Read Full Blog...

    • Author:- sukhbeer@gmail.com
    • Date:- 2025:12:30
    • 143 Views


    Jhansi ki rani ki samadhi per


    Jhansi ki Rani ki samadhi per Is samadhi mein chhipi Hui hai, ek rakh ki deri| jalkar jisne Swatantrata ki, Divya Aarti feri| Yah samadhi hai laghu samadhi hai, Jhansi ki rani ki antim Leela sthali yahi hai, Lakshmi mardaani ki || Yahi kahin per bikhar gai vah,  Gagan Vijay mala- si| Uske phool yahi sanchit hai, hai yah Smriti shala-si| Sahe  war per war ant Tak, Ladi vir baala-si| Aahut... Read More

    Jhansi ki Rani ki samadhi per

    Is samadhi mein chhipi Hui hai,

    ek rakh ki deri|

    jalkar jisne Swatantrata ki,

    Divya Aarti feri|

    Yah samadhi hai laghu samadhi hai,

    Jhansi ki rani ki antim Leela sthali yahi hai,

    Lakshmi mardaani ki ||

    Yahi kahin per bikhar gai vah, 

    Gagan Vijay mala- si|

    Uske phool yahi sanchit hai,

    hai yah Smriti shala-si|

    Sahe  war per war ant Tak,

    Ladi vir baala-si|

    Aahuti- si gir  chadhi Chita per,,

    Chamak uthi jwaala -se||

    Badh jata hai man vir Ka,

    Ran mein bali hone se|

    mulya vati hote sone ki,

    bhasm yatha Sone se||

    Rani se bhi adhik hamen ab,

    yah samadhi hai pyari|

    Yahan nahin tha swatantrata ki, 

    Asha ki jankari chingari||

    Isase bhi Sundar Samadiya,

    Ham Jag mein hai pate |

    Unki kaha tha per nishedh mein, 

    Rudra jantu hi gate||

    Per kaviyon ki Amar gira mein,

    iski Amit kahani |

    isane aur sanratiya se gaati,

    hai veeron ki Bani||

    Bundeli har bolo ke mukh,

    humne suni kahani|

    khoob Ladi mardani vah thi ,

    Jhansi wali rani||

    _____Subhadra Kumari Chauhan 

    Subhadra Kumari Chauhan ka janm San 1904 prayagraj mein hua tha inki rachnaon mein rashtra-bhakti, Prem aur prakriti ka Sundar chitran milta hai| inki Rachna mein Mukul chitradhara bikhre Moti Jhansi ki Rani AVN veeron ka kaisa Ho Vasant Aadi Pramukh hai inki mrutyu 1948 mein hui thi|


    Read Full Blog...

    • Author:- sukhbeer@gmail.com
    • Date:- 2025:12:29
    • 151 Views


    Prakriti ki sikh lekhak (sohanlal Dwivedi)


    Prakriti ki Sikh Parvat kahta shish uthakar, tum bhi unche ban jao| Sagar kehta hai lahra, kar man mein gehrai lao| Samajh rahe ho kya kahati hai utho gir gir taral Tarang| Bhar Lo bhar Lo Apne man mein meethi meethi mrudul Umang| Prithvi kahati hai dhairya na chhodo, Kitna hi ho sir per bhar| Nabh kehta hai pehle itna, dhak Lo Tum Sara sansar|               &nbs... Read More

    Prakriti ki Sikh

    Parvat kahta shish uthakar, tum bhi unche ban jao|

    Sagar kehta hai lahra, kar man mein gehrai lao|

    Samajh rahe ho kya kahati hai utho gir gir taral Tarang|

    Bhar Lo bhar Lo Apne man mein meethi meethi mrudul Umang|

    Prithvi kahati hai dhairya na chhodo, Kitna hi ho sir per bhar|

    Nabh kehta hai pehle itna, dhak Lo Tum Sara sansar|

                                            ____ SohanlalDwivedi 

     


    Read Full Blog...

    • Author:- sukhbeer@gmail.com
    • Date:- 2025:12:28
    • 152 Views


    Main A T M hu (autometid tailor machine)


    Main A.T.M. hoon (automeded telar machine) Main A.T.M.  hun mera pura naam hai automatic tailor machine kuchh log mujhe Mani machine cash machine aur cash point kahate Hain| itna hi nahin kuchh log pyar se mujhe any time Mani bhi kah dete Hain| Kuchh varsh pahle Tak logon Ko apna Paisa nikaalne ke liye Bank Jana hota tha| kahin Bank bharose dur hote hain, ismein bahut samay bhi lagta tha|&nbs... Read More

    Main A.T.M. hoon (automeded telar machine)

    Main A.T.M.  hun mera pura naam hai automatic tailor machine kuchh log mujhe Mani machine cash machine aur cash point kahate Hain| itna hi nahin kuchh log pyar se mujhe any time Mani bhi kah dete Hain|

    Kuchh varsh pahle Tak logon Ko apna Paisa nikaalne ke liye Bank Jana hota tha| kahin Bank bharose dur hote hain, ismein bahut samay bhi lagta tha|  lekin mere a jaane ke bad bankon ne apne khatadharakon ko suvidha de di hai ki vah mere dwara kabhi bhi apna Paisa nikal sakte hain aajkal to main Paisa nikaalne ke alava Paisa jama karne ka aata balance pata karne dusron ke khate mein Paisa bhejne Jaise Kai Anya kam bhi jhatpat kar de raha hu|

    Mujhe prayog mein laane ke liye Bank Apne khata dharak ko ek plastic card dete Hain, jise A.T.M. card kahate Hain| ismein card ka number aur kuchh gopniy jankari hoti hai iske prayog ke liye Bank ek gopniy number bhi deta hai jise pin (personal identification number ) kehte hain|

    A.T.M. ka upyog kaise kiya jata hai

    Mera upyog bahut aasan hai meri suvidha prapt karne ke liye machine mein bane kharche mein apna ATM card dalen turant computer screen per bhasha chunne ke liye vikalp aaega aapko Hindi angreji jo bhi Bhasha chunni hai uske samne ka button dabaen ya screen ko touch sparsh Karen iske bad screen per pin number dalne ka bhi galat aaega usmein apna gopniy number Dale ab screen per aaega ki aapko kya seva chahie-------

    Paisa nikalna hai khate mein balance pata karna hai ya Anya koi agar aap Paisa nikaalte Hain to withdrawal (nikaasi) ka button dabaen main ab puchunga ki aapko Kitna rupya nikalna hai khali jagah mein utani sankhya bhar de jitna rupya chahie FIR main puchunga ki kya aapko is nikaasi ki parchi chahie yadi han to han ka button daba de thodi der mein aap dekhenge ki aapke dwara chaha Gaya rupya aur parchi bahar a rahe hain||

    Iske bad bhi screen per kuchh nirdesh aate rahenge unhen padhte hue apni avashyakta ke anusar viklav chunkar screen ko touch karte athva button dabate rahe|

    A.T.M ka upyog karte samay savdhaniyan__

    Yah to Hui mere istemal ki baat per mujhe prayog karte samay kuchh savdhaniyan bhi jaruri hai jaise ki apna pin number kabhi kisi Ko Na bataen main hi kisi ke samne machine mein apna pin number darj Kare|

    Hamesha ek bar mein ek hi vyakti Mera prayog Karen bheed hone per andar se logon Ko bahar jaane ko kah de |

    Parchi dekhne ke bad Apne sath le jaaye athva kudadan mein dalen kisi bhi prakar ki gandgi ne failaye|

     


    Read Full Blog...

    • Author:- sukhbeer@gmail.com
    • Date:- 2025:12:28
    • 167 Views


    Chetak ki Veerta (Chetak ki veerta)


    Chetak ki Veerta:  Ran- bich chokdi bhar- bharkar, Chetak ban gaya Nirala tha| Rana Pratap ke ghode se pad Gaya hawa ka pala tha || Girta Na kabhi Chetak tan per,  Rana Pratap ka koda tha| Vah Daud Raha ari- mastak par, Ya Aasman per ghoda tha| Jo Tanik hawa se bag heeli, Lekar sawar ud jata tha| Rana ki putli free nahi, tab tak Chetak mud jata tha|| Kaushal dikhla jalo mein, ud Gaya bha... Read More

    Chetak ki Veerta: 

    Ran- bich chokdi bhar- bharkar,

    Chetak ban gaya Nirala tha|

    Rana Pratap ke ghode se

    pad Gaya hawa ka pala tha ||

    Girta Na kabhi Chetak tan per, 

    Rana Pratap ka koda tha|

    Vah Daud Raha ari- mastak par,

    Ya Aasman per ghoda tha|

    Jo Tanik hawa se bag heeli,

    Lekar sawar ud jata tha|

    Rana ki putli free nahi,

    tab tak Chetak mud jata tha||

    Kaushal dikhla jalo mein,

    ud Gaya bhayanak balon mein|

    nirbhik Gaya vah dalo mein,

    sarpat dauda karva Lo mein||

    Hai yahi Raha ab yahan nahin, 

    Vah vahi raha, hai vahan nahi|

    Kis ari- mastak per kahan nahin||

    Badhate nadsa vah lahar Gaya, 

    Vah Gaya Gaya FIR thahar Gaya |

    Vikraal virgin Badal sa,

    ari ki Sena per gahar Gaya||

    Bhala gir Gaya, gira nishank

    hai tapo khan Gaya ang|

    berry samaj rah Gaya tang,

    ghode ka Aisa dekh rang||

                        Lekhak --(Shyam Narayan Pandey)


    Read Full Blog...

    • Author:- sukhbeer@gmail.com
    • Date:- 2025:12:27
    • 65 Views


    Vimal Indu ki Vishal kirnen (lekhak Jaishankar Prasad)


    Yah Kavita mujhe bahut acchi lagti hai ummid hai aapko bhi bahut acchi Lage, Vimal indu ki Vishal kirnen ??️ Vimal Indu ki Vishal kirnen,  Prakash Tera bata rahi hai| Anadi tere Anant Maya,           ??️ Jagat ko Leela dikha rahi hai || Prasad Teri Daya ka Kitna yah dekhna ho to dekhe Sagar| Teri prashansa ka raag pyare Tarang malai kar rahi hai || Tumhara simat... Read More

    Yah Kavita mujhe bahut acchi lagti hai ummid hai aapko bhi bahut acchi Lage,

    Vimal indu ki Vishal kirnen ??️

    Vimal Indu ki Vishal kirnen, 

    Prakash Tera bata rahi hai|

    Anadi tere Anant Maya,           ??️

    Jagat ko Leela dikha rahi hai ||

    Prasad Teri Daya ka Kitna

    yah dekhna ho to dekhe Sagar|

    Teri prashansa ka raag pyare Tarang malai kar rahi hai ||

    Tumhara simat Ho jisse Nirakhana

    Woh dekh sakta hai Chandrika ko ||

    Tumhare sine ki dhun mein Na Diya 

    Ninad Karti hi ja rahi hai||

    Jo Teri Hove Daya DayaNidhi,

    To purn hota hi hai manorath|

    Sabhi yah kahate Pukar karke, 

    Yahi to asha dila rahi hai ||

     

     


    Read Full Blog...

    • Author:- sukhbeer@gmail.com
    • Date:- 2025:12:27
    • 45 Views


    Pradushan ke Karan (pradushan ke Karan)


    Jaise ki maine aapko Apne pichhle block mein bataya tha ki paryavaran pradushan kya hai ab main aapko bataungi ki pradushan ke Karan aur hai kis prakar hota hai/ Pradushan ke Karan:  Pradushan ke Karan nimnalikhit Karan hai-- Gharelu upmarjak---karo aspataalon Aadi mein Safai ke liye istemal hone tatha kapde dhone ke kam karane Wale rasayanik padarthon Ko gharelu upmarjak kahate Hain Jaise--... Read More

    Jaise ki maine aapko Apne pichhle block mein bataya tha ki paryavaran pradushan kya hai ab main aapko bataungi ki pradushan ke Karan aur hai kis prakar hota hai/

    Pradushan ke Karan: 

    Pradushan ke Karan nimnalikhit Karan hai--

    • Gharelu upmarjak---karo aspataalon Aadi mein Safai ke liye istemal hone tatha kapde dhone ke kam karane Wale rasayanik padarthon Ko gharelu upmarjak kahate Hain Jaise--sabun Saraswati padarth naliyon dwara nadiyon tatha talabon ke jal mein pahunchkar jal ko pradushit karte hain chal mein Rahane Wale jantuon Ko inse Hani pahunchte hain aur ve nasht hone lagte Hain|
    • WaheetMal--bade nazron tatha kasbon ke makanon se nikala malmutra bhumigat naliyon dwara padhaai mein dal Diya jata hai jiske Karan Inka jal pradushan ho jata hai aur Pani peene yogya nahin rahata hai/
    • Kitnashak padarth--Kai prakar ke kitnashak padarthon ka upyog kide makode jivanuon ka Aadi ko marne ke liye Kiya jata hai ke to bagicho gandi naliyon faslo Aadi per Kiya jata hai D.D.T sulphur dioxide Amal phenyl ityadi bahut se padarth iske Pramukh mein prayog kiye jaate Hain inke gandh aayu mein pahunchkar swasthya ko Hani pahunchati hai anek aise jantuon ki mrutyu Ho jaati hai Jo UN paudhon AVN khate Hain Jin per davaiyon ka prayog Kiya jata hain/
    • Kude karkat AVN lashon ka sadna--Ghar se Nikla kudakar durgandh utpann Karta hai Mart jantuon ki lashon ke sadne se ammonia tatha Anya durgandh yukt padarth vayumandal mein milkar vayu pradushan karte Hain/
    • Rediyodharmi padarth--yah padarth bahut hi Ghatak hote Hain/Inse hanikarak vikiranon ka Prasar hota hai inke prabhav sahjan Hani adhik hoti hai/

    Pradushan ke prakar tatha Manav jivan per iska prabhav: 

    Pradushan niman prakar ke hote Hain 1. Vayu pradushan 2. Jal pradushan 3. Dhvni 4. pradushan. 5. Marda pradushan 

    1. Vayu pradushan=

    Vayu pradushan ka shabdik Arth hai vayu ka dushit ho jana oxygen ke atirikt vayu mein kisi bhi gas ki Matra santulit anupat se adhik hone per nahin rahti atah vayu mein kisi gas ki vriddhi ya Anya padarth ka samavesh hona vayu pradushan kahlata hai/

    Social mein sabhi jeev carbon dioxide visarjit karte hain tatha oxygen grahan Karta hai kintu hare paudhe Surya ke prakash ki upsthit mein carbon dioxide grahan karte hain tatha vayumandal mein oxygen chhodate Hain is prakar ine donon gason ka anupat santulit banaa rahata hai|

    Vayu pradushan ka Manav jivan per prabhav: 

    • Adhik samay Tak ashuddh vayu Lene se sans ka Rog Daman Aadi Rog Ho jaate Hain/
    • So why you na milane se prani ki umra kam Ho jaati hai/
    • Ashuddh vayu se mansik swasthya kharab hota hai/
    • Ashuddh vayu se fefade ka cancer TV naak tatha shwas nali mein jalan utpann Ho jaati hai/
    • Ashuddh vayu mein upsthit dhaatu aur shishe ke Karan se nari Sansthan  kuprabhavit hote Hain/

    2. Jal pradushan

    Jal pradushan ka Arth hai jal prapti ke Pramukh stroton ka dushit ho jana jal mein asur Diya AVN hanikarak padarthon ke ghulmil jaane se jal pradushan ho jata hai is prakar kya hanikarak padarth carbonic tatha carbonic padarth bhi ho sakte hain tatha kuchh Jaise bhi ho sakti hai/

    Pradushit jal jivan mein vibhinn prakar se Rog utpann kar sakta hai jal pradushakon ke antargat vibhinn Rog utpann karne Wale jivanu vishanu kitanu nashak padarth apvartan avashyak padarth rasayanik khadya carbonic padarthonvek sansthanon se nikalne apshisht tatha vahit Mal Aadi anek padarth ho sakte hain/inse jal pardushan hota hai/

    Jal pradushan ka Manav jivan per prabhav 

    Jal ke pradushit hone se Manav jivan per nimnalikhit prabhav padta hai---

    • Pradushit jal ko peene se vibhinn prakar ki bimari Jaise--  haija, typhoid, pechis Aadi Rog Ho jaate Hain/
    • Vatavaran mein badhane wali hanikarak gason ke Karan Varsha mein amalyata hoti hai jo ki aitihasik imaraton ke liye khatra banne lagi hai/

    3. Dhvni pradushan

    Dhvni pradushan Kashi paryavaran mein anavashyak shor ka vyapt ho jana (noise) AVN avashaniya dhvni hai yah siddh ho chuka hai ki saur manushya tatha niyat sabhi jeev jantuon per viprit prabhav dalta hai, isko bhi paryavaran ka pradushan Mana Gaya hai swar ki trivata sarvan Shakti sharirik santulan Aadi ko sthai ya asthai roop se Hani  pahunchati hai/

    Is prakar"vayumandal mein utpann ki gai avanchit hone jiska Mano tatha Anya praniyon ke sarvan tantra AVN swasthya per pratikul prabhav padta hai dhvni (shor) pradushan kahlata hai|

    Dhvni pradushan ka Manav jivan per prabhav 

    • Dhun pradushan se hamari sunane ki kshamta kam Ho jaati hai
    • shor shehad de prabhavit hota hai
    • uchch rakt tapas sar Dard aacharan vikar chidchidapan ulcer Aadi Rog dhvni pradushan ke Karan hote/

    Marda pradushan: 

    Marda pradushan ka Arth hai bhumiya mitti ka dushit ho jana Marta pradushan ke antargat mukhya roop se use Bhumi ke dushit hone ka adhyayan Kiya jata hai jise krishi karyon ke liye arthat faslen ugane ke liye prayog Kiya jata hai vastu mein pradushit jal tatha vayu ke Karan Marta hi pradushit Ho jaate Hain/

    Mrada pradushan ka Manav jivan per prabhav 

    • Marda pradushan ke Karan Bhumi ki utpadan Shakti kam Ho jaati hai 
    • Khad padarth mein purn shuddhta nahin rahti 
    • DDT ke adhik prayog se khad padarthon mein Vishva utpann ho jata hai 
    • Mata pradushan faslon ki bharti ko rok deta hai/

     

     


    Read Full Blog...

    • Author:- sukhbeer@gmail.com
    • Date:- 2025:12:26
    • 118 Views



    Blog Catgories

    <--icon---->