Vyaktigat swasthya
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Swasthya jivan ka vah gun hai jo vyakti ko adhik sukhi dhang se jivit Rahane tatha vruksh Roop se Seva karne ke yogya banate hai.
Sharir tatha mansik swasthya ko vyaktigat swasthya kahate hai. Yadi vyakti ka sharirik swasthya achcha ho to vyakti ka mansik swasthya bhi theek rahega aur parinaam Swaroop ghar mein Sukh, Shanti tatha samriddhi Bani rahegi. Swasthya ka Arth Matra Rog mukt hona Hi nahin Hai , balki karya kshamta se bhi hai.Vyaktigat swastika ko sadaiv Uttam banae rakhne ka prayas karna chahie.
Swasth Rahane ke liye vyakti mein acche aadaton ka Vikas hona chahie. Prakrutik niyamon ka palan karna, Bhojpuri bhojan ka prayog Karna, Nash varti, ratri mein der Se Sona aur subah der se uthana aadi buri aadate hai. Yadi aisi aadaton Ko nahin chhoda jaaye to vyakti ka Swastik kharab ho jata hai.
Aadaton ka jivan mein Vishesh mahatva hai. Aditya ek din mein nahin Ban jaati, aadaton ka Vikas to balyavastha se hi shuru ho jata hai. Mat aao ko chahie ki prarambh Se Hi bacchon mein acchi aadaton ka Vikas Karen Jaise pratyek subah suryoday se pahle uthana, soch V dant saaf karne ke pakshat hi kuchh aahar grahan karna, samay se snan karna, swachh vastra pahnana, dusre ka toliya, Ganga v kapdon ka prayog n karna aadi.
Swasth Rahane ke liye swachhata ka hona bhi avashyak hai. Sharirik swachhata hone se hamara swasthya theek rehta hai. Sharirik Roop se swachh hone ke liye yah avashyak hai ki pratyek vyakti swachhata ke niyam ke vishay mein purn Gyan rakhta ho.
Sharirik Roop se swasth Rahane ke liye vyakti ke mastik main Shanti honi chahie. Ghar ka vatavaran banae rakhna chahie tatha Kisi bhi samasya ka Hal aapas mein vichar vimarsh tatha vicharon ka आदान-प्रदान karke Kiya Jana chahie.
Apne sharir ko swasth Rahane ke liye yah avashyak hai ki Dainik karyon ko niyam anusar kiya jaaye udaharan ke liye samay per so jana nashta bhojan aadi samay se karna vyayam niyam anusar vah nritya pratidin karna samay per Sona tatha samay per uthana aadi.
Uttam swasthya ke liye nidra AVN vishram atyant avashyak hota hai Ham jo bhi sharirik tatha mansik karya karte hain usse hamare sharir mein thakan a jaati Hai vastav mein sharirik parishram karte samay hamare sharir mein anek hanikarak padarth Ho ek Arth Ho jaate Hain yah padarth hamari manspeshiyon ko thakate Hai.
sharir ko swasth Rahane ke liye pratidin vyayam Karna avashyak Hai vyayam ka aashay sharir ke angon ki vyavastha gati se hai. Vyayam ke anek prakar Hai pahnana daudna Dard baithana lagana yogabhyas avm Pranayam aadi sabhi vyayam Ke udaharan Hai. Vyayam ke liye vibhinn machinon AVN upkaranon ko bhi taiyar kar liya gaya hai.
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
partiksha
@DigitalDiaryWefru